Jalne Walo Ke Liye Shayari in English- Best Jealous Shayari

Jalne Walo Ke Liye Shayari is for those who face jealousy and hate. These shayari show your strong attitude and confidence. If someone tries to bring you down, these words will help you stay bold.

If you like shayari about feelings, you can also check our moon shayari. It talks about beauty and calmness. For strong and confident boys, we have a special collection of boys attitude shayari. These shayari are full of power and style.

When you need energy to keep going, read our motivational shayari. They give you hope and courage every day.

Enjoy reading and stay confident with these shayari!

Jalne Walo Ke Liye Shayari

Jalne Walo Ke Liye Shayari

Jalne walo ki to abhi aur jalani hai,
Abhi to trailer dekha hai abhi poori kahani baaki hai. ๐Ÿ˜๐Ÿ˜

Chahne wale kam ho jaayein to chalega,
Lekin jalne walon ki sankhya badhti rehni chahiye. ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ”ฅ

Chalo fir se haule se muskurate hain,
Bina machis ke hi logon ko jalate hain.

Humse takkar lene ke khwab mat dekh,
Jis din takkar hogi,
Teri hasti mita denge. ๐Ÿ˜๐Ÿ”ฅ๐Ÿค™

Gajab kar rahe ho jalne walo, ab
Hamari khamoshi se bhi jalne lage ho. ๐ŸคŸ๐Ÿ˜

Yahan kiski majaal hai jo chhede diler ko,
Gardish mein to kutte bhi gher lete hain sher ko! ๐Ÿ˜๐Ÿ”ฅ๐Ÿค™

Jitna badal sakte the badal liya khud ko,
Ab jisko takleef hai wo apna rasta badle. ๐Ÿ”ฅ๐Ÿค™

Humne to seekha hai bas bekhauf muskurana,
Bhaad mein jaaye duniya, jo jalta hai use aur jalao!! ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ”ฅ

Woh jigar hi nahi jisme dum na ho beta,
Agar tu badmaash hai to hum bhi shareef nahi… ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ”ฅ

Sar jhukane ki aadat nahi, aansu bahaane ki aadat nahi,
Hum bichhad gaye to rooge
Kyunki hamari laut ke aane ki aadat nahi. ๐Ÿ˜๐Ÿ˜

Chaand bhi poori raat jala tha un dono ko saath dekhkar!!
Suna hai daag aaj tak nahi mita!! ๐Ÿ”ฅ๐Ÿค™

Hairat kis baat ki, gham kis baat ka,
Jalne walon ko jalne do, kya jaata hai apne baap ka. ๐Ÿ˜๐ŸคŸ๐Ÿ˜

Rehte hain aas-paas hi lekin saath nahi hote,
Kuch log jalte hain mujhse bas khaak nahi hote. ๐Ÿ˜

Jalne Walo Ke Liye Shayari In English

Jalne Walo Ke Liye Shayari In English

Aag lagane walon ko kya khabar,
Agar rukh hawaon ne badla to khaak
Woh bhi honge..! ๐Ÿ”ฅ๐ŸคŸ๐Ÿค™

Are dushmanon ki to baat hi chhodo,
Humse to apne hi jalte hainโ€ฆ ๐Ÿ˜๐Ÿ˜

Nazar nazar ka farq hai dosto,
Kisi ko zehar lagte hain kisi ko shahadโ€ฆ ๐Ÿ˜๐Ÿ”ฅ

Toote hue kaanch ki tarah chaknaachoor ho gaye,
Kisi ko lag na jaaye, isliye sabse door ho gayeโ€ฆ ๐Ÿค™๐Ÿค™

Jalne Walo Ke Liye Shayari

Andaza lagana chhod do hamare baare mein,
Tum sirf utna hi jaante ho
Jitna humne bata rakha hai..! ๐Ÿ˜๐ŸคŸ๐Ÿ˜

Kayi log mujhko giraane mein lage hain,
Sare aam chiraag bujhane mein lage hain,
Un se keh do qatra nahi main? samundar hoon,
Doob gaye wo khud jo dubaane mein lage hain. ๐Ÿค™๐Ÿ”ฅ

Jalte raho tum,
Hum par aanch tak na aayegi
Tum khaak ho jaaoge,
Hum par raakh tak na aayegiโ€ฆ ๐Ÿ˜๐Ÿค™

Kahani inki kahin khaak na ho jaaye,
Mujhse jalne wale kahin raakh na ho jaayein. ๐Ÿ’ฅ๐Ÿฅต๐Ÿ˜ถโ€๐ŸŒซ๏ธ๐Ÿ’จ

Waise to poori duniya hamari deewani hai,
Par kuch log hain jo aaj bhi hum se jalte hain. ๐Ÿ”ฅ๐ŸคŸ

Aag to lag chuki hai suljhega ye maamla bhool jao,
Aur humse jalne walon hume badnaam to kar sakte ho,
Lekin hamara muqaabla bhool jao. ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ’จ

Mere dushmanon se mera ab koi vaasta nahi,
Lekin agar mujhse dushmani karoge
To bachne ka bhi koi rasta nahi! ๐Ÿค™๐Ÿค™

Lautenge fir wahi puraane andaaz ke saath,
Kitaabon mein dhool lagne se kahaani khatam nahi hoti..!! ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ’ฏ

Chalo fir se haule se muskurate hain,
Bina machis ke hi logon ko jalate hain.

Kisi ko jalane Ke Attitude Shayari

Kisi ko jalane Ke Attitude Shayari

Sharafat ka zamaana hi nahi raha sahab,
Kisi ko izzat do to wo kamzor samajhne lagte hain. ๐Ÿค™๐Ÿค™

Umar chhoti hai par charche bahut hain โ€“
Jalne wale raakh hain ๐Ÿ’ฅ
Aur chahne wale laakh hain. ๐Ÿ˜Ž๐Ÿ‘Š๐Ÿ”ฅ๐Ÿ”ฅ

Baghawat hai meri reedh ki haddi mein, jhukna nahi,
Bas lakshya ko hai choonaโ€ฆ!! ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ”ฅ

Toofanon se takraane ka hunar hai mujh mein,
Jhukna nahi, ladna hai mujheโ€ฆ!! ๐Ÿค™๐Ÿค™

Ajeeb si aadat hai apni,
Nafrat ho ya mohabbat badi shiddat se karte hain. ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ”ฅ

Haarna manzoor nahi, haar ka shor zaroori hai,
Jeetne walon se zyada, mere
Hauslon ke charchay hon! ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ”ฅ

Hairat kis baat ki, gham kis baat ka,
Jalne walon ko jalne do,
Kya jaata hai apne baap ka. ๐Ÿ˜Ž๐Ÿค”

Chahne wale kam ho jaayein to chalega,
Lekin jalne walon ki sankhya badhti rehni chahiye. ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ”ฅ

Mujhe nahi pata main kaise jeetunga,
Magar mujhe itna pata hai ki main haarne wala nahi hoon. ๐Ÿค™๐Ÿค™

Aukaat se zyada izzat di jaaye,
To kutte kaatne par utar aate hain! ๐Ÿ”ฅ๐ŸคŸ

jalne wale log shayari in english

Saara zamaana jalne laga
Jab hamara naam chalne laga.

Hum to ek samundar hain,
Hume khaamosh rehne de,
Zara jo lehar gaye,
To shehar dubo denge!!

Apni ek alag pehchaan hai,
Upar se khaamosh aur andar se toofaan hai.

Khilaaf chahe koi bhi ho humein koi farq nahi padta,
Jinke saath hum hain, wo sabke baap hain.

Jo izzat dega usi ko izzat milegi,
Hum haisiyat dekhkar sar nahi jhukateโ€ฆ! ๐Ÿฆ…๐Ÿ‘‘

Are pagli! itna attitude mat dikha,
Mere phone ki battery bhi tujhse zyada hot hai. ๐Ÿ˜Ž๐Ÿ”‹

Jalne Walo Ke Liye Shayari

Kaand karta hoon main par mere gawaah sare aam nahi hain,
Aur ye ladne bhidne ki baat karte hain,
Beta inmein jaan nahi haiโ€ฆโ€ฆ!! โš”๏ธ๐Ÿ’€

Hamari tarakki dekh kar hairaan ho
Namak khud ghaav par laga sakte ho kyaโ€ฆ
Aur kya kaha barabari karni hai hamariโ€ฆ
Jeene ki umr mein zindagi daav par laga sakte ho kyaโ€ฆ ๐Ÿ˜Ž๐Ÿค™๐Ÿป๐Ÿ”ฅ

Itni bhi darne ki zarurat nahi hai logon se,
Zyada tar kutte bhonkte hain, kaat’te nahiโ€ฆ ๐Ÿฆ…๐Ÿ‘‘๐Ÿ’ฏ

Jisko bhoolna hai bhoolne do,
Sab yaad karenge matlab ke din aane do.

Seedhi si baat hai,
Baapu ke bina apni kya aukaat hai.

Tera khyaal laana humne chhod diya
Jabse tune humein chhod diya.

Intezaar nahi kisi rani ka,
Ab hum batayenge rutba kya hota hai jawaani kaโ€ฆ.

Jalne wale status in english

Abe izzat pyaari hai apne baap ki,
Warna tabiyat kharab kar dete aapki.

Sharafat ki duniya ka kissa hi khatam,
Ab jaisi duniya waise hum.

Waqt aane de mere bhai,
Yaari bhi dikhayenge aur hathiyaar bhi.

Moh maya se door ho gaye hain,
Ab hum akele ho gaye hain.

Sirf suno mat, suna bhi do,
Agar koi had paar kare to use uda bhi do.

Shor mat kar, abhi kuch gamon ki raat hai,
Dhhajjiyaan uda denge, bas kuch dino ki baat hai.
Jalne Walo Ke Liye Shayari

Phans gaya hoon zindagi ke Kurukshetra mein,
Abhimanyu ki tarah,
Bachane koi aane wala nahi,
Aur maidan mein chhodunga nahi. ๐Ÿ’ฏโค๏ธ

Ye jo bhonkte hain na peeth peeche,
Hisaab ek ek ka lenge,
Koi hakeem tak naseeb nahi hoga,
Zakham aisi jagah aur itne gehre dengeโ€ฆ. โค๏ธโ€๐Ÿ”ฅ๐Ÿ˜ˆ

Khud ko jungle ka raja batane lagte hain
Jab kutte sheron ka jhootha maans khane lagte hainโ€ฆ!! ๐Ÿ˜Ž๐Ÿค™๐Ÿป๐Ÿ”ฅ

Apna andaaz alag rakhte hain,
Tabhi to sabse alag lagte hain.

Andaza lagana chhod do,
Hamare baare mein tum sirf utna hi jaante ho
Jitna humne bata rakha hai.

Humein kisi ke jaisa banne mein koi
Dilchaspi nahi, aur
Koi hamare jaisa bane
Ye unke bas ka nahi.

Agar zindagi mein kuch paana hai to,
Tareeka badlo, iraada nahi!

Jalane wale status in english

Bheekh maangne se accha hai apna haq cheen lo!

Hamara andaaz hi kuch aisa hai dekhne wale ko
Cute aur jalne wale ko attitude lagta hai..!!

Hunar hoga to duniya khud qadr karegi,
Ediyan uthane se kirdaar oonche nahi hoteโ€ฆ.!! โšก๐Ÿ”ฅ๐Ÿ˜Ž

Paani se nahaane wale sirf libaas badalte hain,
Paseene se nahaane wale ek din itihaas badalte hainโ€ฆ. ๐Ÿ˜ˆ๐Ÿ˜Ž

Thoda sambhal kar ulajh humse,
Jitna jhukta hoon utna jhuka bhi sakta hoon,
Aur zubaan kaabu mein rakh apni,
Warna jitni izzat deta hoon utni utaar bhi sakta hoonโ€ฆ.!! ๐Ÿ˜Ž๐Ÿค™๐Ÿป๐Ÿ”ฅ

Kuch faaltu log hain jo mere khilaaf dusron ke kaan bharte hain,
Aur himmat dekho inki โ€“ tilli jaisa shareer hai
Aur mujhe maarne ki baat karte hainโ€ฆ!! ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ‘‘๐Ÿฆ…โš”๏ธŽ

Jo beet chuka hai wo waqt ka khel tha,
Ab main khelega aur waqt dekhega.

Teri dahaad se zyada
Khauf meri khaamoshi ka hai..!!

Khaandani ghamand hai, koi show off nahi,
Bhagwaan ke alawa kisi se khauf nahi.

Na chacha vidhayak,
Na phupha police officer,
Akele sar phod denge tumhara,
Hum khud itne khaas hain.

Jab bhi milunga, akele mein milunga,
Kyunki jhund mein chalna aadat nahi meri.

Jaisa tum sochte ho waisa main hoon nahi,
Aur jaisa main hoon waisa tum soch nahi sakte.

No life, no rule,
Khud ki zindagi, khud ke usool..!

Attitude nahi hai bro, bas har kisi ko
Izzat dena main zaroori nahi samajhta..! โ˜ ๏ธ

Samay kharab hai isliye maun hoon,
Baad mein bataunga main kaun hoonโ€ฆ!!!!

Mehlon mein aake makaan bhool jaate hain,
Aaj ke ye dogale log,
Thoda paisa badhte hi aukaat bhool jaate hain

Jalne walo ke liye Shayari in English in Hindi

Mujhe samajh paana itna aasan nahi,
Gehra samandar hoon main, khula aasman nahiโ€ฆ!!

Chhoti si zindagi hai shauk nahi gurur paalenge,
Aur beta hum apni pe aa gaye na
To tujhe ghar se utha lengeโ€ฆ ๐Ÿ‘‘๐Ÿ˜ˆ

Are jinhone waqt dekh kar
Mera saath chhoda tha,
Waqt aane do haath jodne pe majboor kar dungaโ€ฆ ๐Ÿ˜ˆโ›“๏ธ๐Ÿฆ…

Agar koi tumhe pasand na kare to,
Itna yaad rakho ki,
Sher sirf sheron ko acche lagte hain,
Gadho ko nahiโ€ฆ!! โ›“๏ธ๐Ÿฆ…๐Ÿ‘‘

Akal ke nahi hisaab ke thode kacche hain,
Aur teri sakal se mere kutte bhi 100 guna acche hain,
Aur beta thoda sambhal ke rehna,
Jinke paas ab tu jaake baithta hai,
Woh bhi hamare bacche hainโ€ฆ ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ’ฏโœŒ๐Ÿป

Ajeeb sa khauf tha us sher ki aankhon mein,
Jisne jungle mein hamare jooton ke nishaan dekhe theโ€ฆ!! ๐Ÿ˜ˆ๐Ÿ˜Žโ€๐Ÿ”ฅ

Kuch log pata nahi apne aap ko kya samajhte hain,
To unhe bata du chirag sabke bujhege,
Hawa kisi ke baap ki nahi hotiโ€ฆ!! ๐Ÿ˜ˆโ›“๏ธ๐Ÿฆ…๐Ÿ‘‘

Mandir ki choti pe mor kala kare,
Mere se jalne walo,
Bhagwan tumhara bhi bhala kareโ€ฆ ๐Ÿ’ฏ๐Ÿ˜Ž๐Ÿ”ฅ๐Ÿ˜ˆ

Woh jigar jigar nahi jisme dum nahi,
Agar beta badmaash tu hai to shareef hum nahiโ€ฆ ๐Ÿ’ธ๐Ÿ‘‘

Agar aapke paas daulat hai to
Aap mahaan hai, nahi to
Aap kutte ke samaan haiโ€ฆ!! ๐Ÿฆ…โค๏ธโ€๐Ÿ”ฅ

Parinde kitna bhi ucha ude aasman ke neeche rehte hai,
Aur jo log zyada aukat aukat karte hai
Aise aukat wale mere neeche rehte haiโ€ฆ ๐Ÿ˜Ž๐Ÿ’ช๐Ÿ˜Ž

Main khush hoon, ye jaankar koi to kahin jalta hai,
Ye soch kar yaar, khud mein thoda attitude to banta hai

English Jalane waly status

Ye jo tune best friend naam ke kutte pale hai,
Aise kitno ko maine tukde daale hai,
Inse kehna aukat mein rahe,
Waqt aane pe maine veham bhi nikaale haiโ€ฆ ๐Ÿฆ…๐Ÿ‘‘๐Ÿ’ฏ

Insaan ki soch hi use baadshah bana deti hai,
Zaruri nahi har kisi ke paas degree hoโ€ฆ ๐Ÿ˜Ž๐Ÿค™๐Ÿป๐Ÿ”ฅ

Ye bachon wali dhamki deke mujhe mat darana,
Pehle mere baare mein jaan lena,
8 saal ka gussa hai agar utar gaya na to
Sar se lekar pair tak kaampega,
Aur bukhar tera doctor thermometer se nahi,
Yamraj apne hathiyar se naapegaโ€ฆ ๐Ÿ˜Ž๐Ÿค™๐Ÿป๐Ÿ”ฅ

Yu har kisi ke haathon bikne ko tayyar nahi,
Ye Meena ji ka jigar hai tere sheher ka akhbar nahi.

Hume na sikhao pesh aane ka tareeka,
Kyunki hum Meena hai, apne niyam hum khud banate hain.

Jungle mein sher se aur raste mein Meena ji se
Bachkar rehna chahiye, kyunki sher sirf phaadte hain
Aur Meena ji zinda gaadte hain.

Na peshi hogi, na gawaah hoga,
Hum Meena hai janab,
Ab jo bhi humse uljhega bas seedha tabaah hogaโ€ฆ

Himmat ki baat mat kar pagli,
Hum Meena to selfie mein bhi sher hi dikhte hainโ€ฆ ๐Ÿ™๐Ÿ’‹๐Ÿ’ชโค๏ธ

Humko mita sake ye zamaane mein dum nahi,
Hum Meena hai janab, humse zamaana hai,
Zamaane se hum nahi.

Wasiyat apne naam likhne se kuch nahi hota,
Ye to udaan tay karti hai ke aasmaan kiska hai.

Apni aukat mein rehna seekh beta,
Warna jo humari aankhon mein khatkate hain,
Woh shmashan mein bhatkate hain. ๐Ÿ˜Žโ™จ๏ธ

Badi jeet bada shor hoga,
Tumhara sirf time hai, hamara poora daur hoga.

ย 

Jalne walo ke liye shayari in english whatsapp

Hamare ishq ki dastaan bhi badi
Mashhoor hai, dil saaf hai, bas
Andaaz mein thoda guroor hai.
Badmashi hamari pehchaan nahi,
Par dosti aur dushmani dono mein suroor hai.

Badshah ki gali mein aakar
Uska pata nahi poochte,
Gulamon ke jhuke hue
Sar khud ba khud rasta bata dete hain.

Jitni izzat karti hoon
Utni utar bhi sakti hoon,
Isliye kaayde mein rahoge,
To fayde mein rahoge..!!!

Hum jab dosti karte hain,
To afsaane likhe jaate hain..!!
Aur jab dushmani karte hain,
To tareekhen likhi jaati hain.

Aukaat mein reh kar baat kar
Ye badmashon ka thikaana hai,
Yahan oonchi awaaz ki boli
Hamari bandook ki goli se band kar di jaati hai

Ek alag thi pehchaan
Banane ki aadat hai hume..!
Zakhm ho jitna gehra
Utna muskurane ki aadat hai hume

Itna gumaan achha nahi
Apni jeet par o bekhabar,
Bahar nikal kar dekh
Teri jeet se zyada
Meri haar ke charche hain

Dadagiri dekhna chahta hai,
To milna kabhi maidan mein,
Talwar bhi teri hogi
Aur tukde bhi tere hi honge

Gangster Status in English Hindi

Badmashi to hamare khoon mein hai
Par humne kabhi badmashi ki nahi
Jis din badmashi dikha di us din
Logon ko ghar se nikalna mushkil hoga.

Apna to alag hi kissa hai
Kisi kitaabon mein nahi milega.
Mere kaarnaamo andaza mat laga
Tujhe kisi hisaabon mein nahi milega.

Mashhoor hone ka shauk nahi hai.
Lekin kya kare log
Naam se hi pehchaan lete hain

Hum wo hain jo har kisi ke saamne
Baat baat par haath jodte nahi hain
Humse takraane ki koshish mat karo
Warna hum bhi kisi ko chhodte nahi hainเฅค

Khud ko agar zinda samajhte ho
To galat ka virodh karna seekho,
Kyunki lehar ke saath laashein baha karti hain,
Tairak nahiโ€ฆ.. ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ’ฏโœŒ๐Ÿป

Badmaashi chhod di humne
Par logon ke liye hum aaj bhi rangbaaz hain beta,
Jitna tu sochta hai hum usse zyada kharaab hainโ€ฆ!! ๐Ÿ‘‘๐Ÿ’ธโ™•

Kisi ko uski khaamoshi todne pe itna bhi majboor mat karo ki,
Wo tumhari haddiyan todne pe majboor ho jaayeโ€ฆ. ๐Ÿ˜Ž๐Ÿค™๐Ÿป๐Ÿ”ฅ

Main bas khud ko apna maanta hoon,
Kyunki duniya kaisi hai, ye achhe se jaanta hoonโ€ฆ.!! ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ‘‘๐Ÿฆ…โš”๏ธŽ

Nahi badal sakte hum
Khud ko auron ke hisaab se,
Ek libaas humein bhi diya hai
Upar wale ne apne hisaab seโ€ฆ..!! ๐Ÿ˜Ž๐Ÿค™๐Ÿป๐Ÿ”ฅ

ย 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top